Ik aur December – Be-Sharam Brigade Ke Naam! by Shahid Mahmood
A poet’s love for our Be-Sharam Brigade comprising of Shahid Masood, Ansar Abbasi, Roedad Khan, Saaleh Zafir and all those who “suffered” one more year!
Usey kehna ik aur December ja raha hai
December ke guzartay hi baras jhooti pesheen goyon main doob jaaye ga
Usay kehna December laut aaye ga
Magar tumhari bad kaariyon ki tasweer, aankhon se na jaaye gi
Usey kehna hakoomat qaim hai aur Zardari se mukhalaf ab bhi larzaan hain
Usey kehna jayalon ke haosley sasta rahe hain
Aur un par mufahmat ki chadar bichhi hai
Usey kehna agar zardai nahi ho ga
To kaise mulk main jamhooriat ho gi
Usey kehna sharam se mar jaaye

Excellent ! inhey sharm nahe aatye
jo rupay paisay ko
jaho hashum ko aimaan
bana len unhey sharm
nahe aatye nahe aatye
Geo TV and its team of Goebbels – by Irfan Urfi
http://criticalppp.com/archives/28921
I feel really sorry for Dr. Shahid Masood, how quickly he lost his credibility withing three years.
He could not emerge as a Super Hero, even after so many attempts to play several roles as an ‘Intellectual Actor’.
I would advise all the anchors, such as Dr. Shahid Masood to avoid further frustration and stick to a Universally acknowledged manifesto i.e.
1. Democracy
2. Secularism
3. Religious Tolerance
4. Rule of Law