How Mirza Ghalib views the memogate scandal – by Shoaib Mir

From fanfare to fiasco
It started with a bang with a petition in the Supreme Court 1st Dec 2011. It almost fizzled out with a whimper after proceedings today, 30 Jan 2012!

Soon after this, I had a vision of arguably the greatest Urdu language poet, Mirza Asadullah Khan Ghalib (1797-1869). As per his wishes, I am sharing a famous ghazal he wrote over 150 years ago – a befitting commentary on the memogate scandal. This is how he summed it up:

Nawaz Sharif:
کوئی ا مید  بر  نہیں  آتی
کوئی صورت  نظر  نہیں  آتی
Ko’ee umeed ber nahin aati
Ko’ee surat nazar nahin aati

Media:
موت کا ایک  دن معین  ہے
نیند کیوں رات بھر نہیں آتی
Maut ka aik din mo’ayyan hai
Neend kyoun raat bhar nahin aati

Hussain Haqqani:
آگے آتی تھی حال دل پہ ہنسی
اب  کسی بات  پر  نہیں  آتی
Aagay aati thi haal e dil pe hansi
Abb kisi baat per nahin aati

Maulana Fazlur Rehman:
جانتا ہوں ثواب طاعت و زہد
پر  طبیعت ادھر  نہیں  آتی
Jaanta hoon sawab e ta’a’t o zuh’d
Per tabee’yat idhar nahin aati

Ijaz Mansoor:
ہے کچھ ایسی ہی بات جو چپ ہوں
ورنہ  کیا  بات  کر  نہیں  آتی
Hai kuchh aisi hii baat jo chup hoon
Varna kya baat ker nahin aati

President Asif Zardari:
کیوں نہ چیخوں کہ یاد کرتے ہیں
میری  آواز  گر  نہیں  آتی
Kyoun  na cheekhun ke yaad karte hain
Meri awaaz gar nahin aati

PM Yousaf Raza Gilani:
داغ دل  گر  نظر  نہیں  آتا
بو بھی اے چارہ گر نہیں آتی
Daagh e dil gar nazar nahin aata
Boo bhi aye charagar nahin aati

General Shuja Pasha:
ہم وہاں ہیں جہاں سے ہم کو بھی
کچھ  ہماری خبر   نہیں  آتی
Hum wahan hain jahan se hum ko bhi
Kuchh hamari khabar nahin aati

General Ashfaq Pervez Kayani:
مرتے ہیں آرزو میں مرنے کی
موت  آتی ہے  پر  نہیں  آتی
Marte hain aarzoo main marnay ki
Maut aati hai per nahin aati

Chief Justice Iftikhar Chaudhry:
کعبے کس منہ سے جاؤ گے غالب
شرم  تم کو  مگر  نہیں  آتی
Kaa’bay kis mun’h se jaao gay Ghalib
Shar’m tum ko magar nahin aati

Comments

comments

Latest Comments
  1. Ch. Azmat
    -
  2. ayyaz
    -
  3. niloofar qureshi
    -
  4. Ahmed Iqbalabadi
    -
  5. Dr Saim Ali Soomro
    -
  6. shoaibmir
    -
  7. Imran Sadiq Gill
    -
  8. irfan Urfi
    -
  9. rehmat
    -
  10. Rusty Walker
    -
  11. Nasreen
    -